Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeShamshad Begum
HomeShamshad Begum
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


kahin ka deepak kahin ki baati kahin ka deepak kahin ki baati aaj bane hain jeevan saathi dekh hansaa hai chaand musaafir dekh chaand ki oor dekh chaand ki oor dekh chaand ki oor musaafir dekh chaand ki oor dekh chaand ki oor dekh ghataa ghanghor dekh ghataa ghanghor musaafir dekh ghataa ghanghor dekh ghataa ghanghor chaand ke mukh par ghoonghat daale khel rahi tu khel khel rahi tu khel chhipaa liyaa aanchal mein mukhada dekh ghataa ka khel dekh ghataa ka khel khel khel mein dekh musaafir bandhi preet ki dor dekh chaand ki oor dekh chaand ki oor musaafir dekh chaand ki oor dekh chaand ki oor dekh lahar ki oor dekh lahar ki oor musaafir dekh lahar ki oor dekh lahar ki oor tadap uthi jo dekh chaand ko chhipaa na paayi preet chhipaa na paayi preet milan huaa chandaa laharon ka goonj uthaa sangeet goonj uthaa sangeet yun milte hain dekh musaafir chandaa aur chakor dekh chaand ki oor dekh chaand ki oor musaafir dekh chaand ki oor dekh chaand ki oor
dhadke mera dil mujh ko jawaani raam kasam na bhaaye bachpan yaad aaye dhadke mera dil mujh ko jawaani raam kasam na bhaaye bachpan yaad aaye o ooo rumjhum rumjhum aayi hai aayi hai oo oooo oooo oooo ho oo saawan ki rut albeli baadal garje bijli chamke kaise rahun main akeli ho oo kaise rahun main akeli kaun sune baalam bin dil ki baat kahi na jaaye bachpan yaad aaye hoo ooo ek to thandi pawan chale pawan chale oo oooo oooooo ho oo aur dil khaaye hichkole dooje mundere kaaga bole sun ke mera man dole hoo oo sun ke mera man dole bal bal jaaun kaaga par jo pee ka sandesha laaye bachpan yaad aaye
dharti ko aakash pukare aaja aaja prem duwaare aana hi hoga iss duniyaa ko chhod ke jaa re jhoote bandhan tod ke saare jaana hi hoga
dil gaya to gaya dilruba mil gaya dil gaya to gaya dilruba mil gaya aap ka aasra mil gaya aap ka aasra mil gaya pyaar ko bhi khuda mil gaya mil gaya dil gaya to gaya dilruba mil gaya dil gaya to gaya dilruba mil gaya chaahta tha ye nafrat ka maara jahaan aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaa chaahta tha ye nafrat ka maara jahaan aaaaaaaaa aaaaaa aaaaaaaa ek hone naa paayen zameen aasmaan ek hone naa paayen zameen aasmaan roshni ka andhere mein ghut jaaye dam roshni ka andhere mein ghut jaaye dam chaand jaane naa maane chakori ka ghum chaand jaane naa maane chakori ka ghum ooooo oooo ooooo oooo ooooo oooo oooo phool se door bhanwara pada tilmilaaye phool se door bhanwara pada tilmilaaye shamma tak udd ke parwana aane naa paaye shamma tak udd ke parwana aane naa paaye ooooo ooooo ooo ooo oooo ooo kar gayi kaam chupke se meethi nazar ho gayi dil dhadkne ki dil ko khabar ho gayi dil dhadkne ki dil ko khabar dard ko ek dard aashna mil gaya dard ko ek dard
door koi gaaye dhun ye sunaaye tere bin chhaliya re baaje na muraliyaa re ho ji ho o o mann ke andar ho pyaar ki agni naina khoye khoye ke are na maane na khoye khoye ho o o o abhi se hai ye haal ho o abhi se hai ye haal to aage na jaane kya hoye neend nahin aaye birhaa sataaye tere bin chhaliya re baaje na muraliyaa re ho ji ho o o ho o o o o o more angana laaj ka pehra laaj ka pehra paaun pade zanzeer ke are raama paaun pade zanzeer ho yaad kisi ki jab jab aaye laage dil pe teer yaad kisi ki jab jab aaye laage jiyaa pe teer aankh bhar aaye jal barsaaye tere bin chhaliya re baaje na muraliyaa re ho ji ho o o
dekh re ghata ghir ke aayi rass bhar bhar laayi chhed le gori mann ki beena rimjhim rutt chhaayi ho ho ho ho madhur madhur manwaa gaaye apne bhi din aaye saawan ke sang aaye jawaani saawan ke sang jaaye o o o o
duniyaa badal gayi meri duniyaa badal gayi duniyaa badal gayi tukde huye jigar ke chhuri dil pe chal gayi duniyaa badal gayi duniyaa badal gayi meri duniyaa badal gayi duniyaa badal gayi aisi chali hawa ke khushi dukh mein dhal gayi duniyaa badal gayi dil khaak ho gaya ye kisi ko khabar nahin kisi ko khabar nahin dil khaak ho gaya ye kisi ko khabar nahin sab ye samjh rahe hain tamanna nikal gayi duniyaa badal gayi barbaad ho gaya meri umeed ka chaman umeed ka chaman barbaad ho gaya meri umeed ka chaman jiss daal par kiya tha basera wo jal gayi duniyaa badal gayi duniyaa badal gayi meri duniyaa badal gayi duniyaa badal gayi
hoye duniya ka maza le lo duniya tumhari hai duniya tumhari hai duniya ka maza le lo duniya tumhari hai duniya tumhari hai duniya tumhari hai ji duniya tumhari hai duniya ka maza le lo duniya ka maza le lo duniya tumhari hai duniya tumhari hai duniya ko laat maro duniya salaam kare duniya ko laat maro duniya salaam kare mud mud salaam kare jhuk jhuk salaam kare bich bich salaam kare kabhi namaste ji to kabhi ram raam kare kabhi namaste ji to kabhi ram raam kare duniya ke baap ho tum duniya ke baap ho ye muniya tumhari hai ji muniya tumhari hai duniya ka maza le lo duniya tumhari hai ji duniya tumhari hai duniya se daroge to duniya dabayegi duniya se daroge to duniya dabayegi aankhen dikhayegi rob jamayegi ye hansi udayegi chain naa lene degi jaan jalayegi chain naa lene degi jaan jalayegi taan ke seena chalo taan ke seena chalo chuniya tumhari hai yeh chuniya tumhari hai duniya ka maza le lo duniya tumhari hai ye duniya tumhari hai duniya ke jitne nazaare hain
ek baar tu ban ja mera o pardesi phir dekh maza ek baar tu ban ja mera o pardesi phir dekh maza mil jaaye mujhe dil tera o pardesi phir dekh maza phir dekh maza dhinchak dhinchak jhingilala dhinchak dhinchak jhingilala jeth ka mahina ho bheegi bheegi raat ho baajre ke khet mein pahli mulaqaat ho haye pahli mulaqaat ho aaye jab baisakh piya mele ke nazaare hon haathon mein ho haath tera aankhon mein ishaare hon ji aankhon mein ishaare hon phir dekh maza phir dekh maza dhinchak dhinchak jhingilala dhinchak dhinchak jhingilala jeth aur ashaad mein nadi ka kinaara ho piya teri aankhon mein pyaar ka ishaara ho haye pyaar ka ishaara ho hoo sawan mein jhulaun jhula aangan ho gulzaar ka ghar ghar mein phir charcha ho ji tere mere pyaar ka haye tere mere pyaar ka phir dekh maza phir dekh maza dhinchak dhinchak jhingilala dhinchak dhinchak jhingilala bhadon ki barsaat mein dil na rahe haath mein aaye jab wasood piya hawa sard sard ho tere mere dilon mein phir meetha meetha
ek do teen aaja mousam hai rangeen aaja ek do teen aaja mousam hai rangeen raat ko chhup chhup ke milna duniyan samjhe paap re ek do teen aaja mousam hai rangeen aaja ek do teen aaja mousam hai rangeen ye mad mast jawani hai ye mad mast jawani hai tere liye ye deewani hai doob ja iss ghehraayi mein doob ja iss ghehraayi mein dekhein kitna paani hai ek do teen aaja mousam hai rangeen aaja ek do teen aaja mousam hai rangeen kyun tu mujhe thukraata hai kyun tu mujhe thukraata hai mujhse nazar kyun churaata hai loot le duniya teri hai loot le duniya teri hai pyaar se kyun ghabraata hai ek do teen aaja mousam hai rangeen aaja ek do teen aaja mousam hai rangeen
garibon par jo hoti hain zafaayen kaun sunta hai zamaane mein dukhe dil ki sadaayen kaun sunta hai ghum ka fasaana kisko sunayen ghum ka fasaana kisko sunayen he he toota hua dil kaise dikhayen toota hua dil kaise dikhayen ghum ka fasaana tera bhala ho tadpaane waale tera bhala ho oo tera bhala ho tadpaane waale ho ho oo oo oo dil de raha hai tujhko duayen dil de raha hai tujhko duayen ghum ka fasaana kisko sunayen ghum ka fasaana hansti hai kismat kehti hai duniya hansti hai kismat hansti hai kismat kehti hai duniya ho ho oo oo oo aapas mein do dil milne na paayen aapas mein do dil milne na paayen ghum ka fasaana kisko sunayen ghum ka fasaana tujhko kasam hai aise mein aa ja tujhko kasam hai tujhko kasam hai aise mein aa ja ho ho oo oo oo phir ye zamaane shayad na aayen phir ye zamaane shayad na aayen ghum ka fasaana kisko sunaayen he he toota hua dil kaise dikhayen ghum ka fasaana
holi aayi re kanhaayi holi aayi re holi aayi re kanhaayi rang chhalke suna de zara bansuri barse gulaal rang more anganwaa apne hi rang mein rang de mohe sanjanwaa tore kaaran ghar se aayi tore kaaran hooo tore kaaran ghar se aayi hoon nikal ke suna de zara baansuri chhute na rang aisi rang de chunariya dhobaniyaa dhoye chaahe saari umariyaa mohe bhaaye naa harjaai mohe bhaaye naa mohe bhaaye naa harjaai rang halke suna de zara baansuri
aaaa pi pi pi pi piya pi pi piya ho ho pi pi piya ho o ho o ho ho pi pi piya hum aur tum pi pi piya tum aur hum pi pi piya hum aur tum donon rahen ek saath nainon mein naina aur haathon mein haath hum aur tum pi pi piya tum aur hum pi pi piya hum aur tum donon rahen ek saath nainon mein naina aur haathon mein haath jala karen jalne waale chahe jo bhi ho hahahaaaa ho ho ho ho ho hum aur tum donon rahen ek saath rum pa pa pa pa rum pa pa pa pa aa ja o banke piya aaja aa piya aaja aa nainon se ras barsa ja aa piya aaja aa aa ja o banke piya aaja hu hu hu hu nainon se ras barsa ja rut mastaani aa ha raat suhaani wa wa mauj mein jawaani bhi hai aaja o pi pi pi pi piya o pi pi pi pi piya jala karen jalne waale chahe jo bhi ho hahhaaa ho o ho ho ho hum aur tum donon rahen ek saath nainon mein naina aur haathon mein haath jala karen jalne waale chahe jo bhi ho hahhaaa ho o ho ho ho hooo ho ho la hoooo hooo ho la la hoooo hoye dil mein hai aashiqi ke dere dere dere dere ooh
hum dard ka afsana duniya ko suna denge har dil mein mohabbat kiii ek aag laga denge ho jayegi phir duniyaaa aabad yatimon ki gunjegi zamane mein fariyad yatimon ki rote huye nagmon se toofaan utha denge sarkar do aalam kiii ummat pe sitam kyun ho allah ke bandon ko majhdhar ka ghum kyun ho islaam ki kashti ko hum paar laga denge ehsaan yatimon kiii takdeer pe kar dalo fariyad hai dil walo fariyad hai dil walo hum par bhi karam karnaaa hum tumko dua denge
humne jab dil tha diya koi vaada tha kiya huzoor aapne muft ilzaam diya yoon hi badnaam kiya huzoor aapne humne jab dil tha diya koi vaada tha kiya huzoor aapne muft ilzaam diya yoon hi badnaam kiya huzoor aapne leke dil tumne kaha tha ki sambhaalenge isse kabhi machlega to seene se laga lenge isse leke dil tumne kaha tha ki sambhaalenge isse kabhi machlega to seene se laga lenge isse jaane kya maine kaha jaane kya tumne suna jaane kya maine kaha jaane kya tumne suna main karun pyaar bhala mujhko paagal na bana humne jab dil tha diya koi vaada tha kiya huzoor aapne muft ilzaam diya yoon hi badnaam kiya huzoor aapne apne dil se kabhi chaahat ka maza poochh to lo dil ne khayi thi kasam dil se zara poochh to lo apne dil se kabhi chaahat ka maza poochh to lo dil ne khayi thi kasam dil se zara poochh to lo mera dil kab hai mera wo to ja tujhse mila mera dil kab hai mera wo to ja tujhse mila dekh baatein na bana mere jee ko na jala humne jab dil tha diya koi vaada tha
jaadu bhare nainon mein jadu bhare jaadu bhare nainon mein dole jiya teri kasam dil hai tera deewaana dil hai tera dil hai tera deewaana bhole piya teri kasam main saawan main saawan aur tu ghataa teri meri preet hai teri meri preet hai jo dhun papeeha gaaye jo dhun papeeha gaaye wohi mera geet hai wohi mera geet hai maine tujhe dil deke maine tujhe maine tujhe dil deke jeet liya teri kasam dil hai tera deewaana bhole piya teri kasam haathon mein haath rahe haathon mein haath haathon mein haath rahe haathon mein haath rahe hoo oo oo ooo oo haath nahin chhodna haath nahin chhodna ooo oo oo oooo dekho ji yaad rahe dekho ji yaad rahe dekho ji yaad rahe hoo oo oooo waada nahin todna waada nahin todna koi nahin is dil mein koi nahin koi nahin is dil mein tere siwa teri kasam jaadu bhare nainon mein dole jiya teri kasam
jab usne gesu bikhraye baadal aaya jhoom ke mast umangen lahrayi hain rangi mukhda choom ke gumcha mahka bulbul chahka gumcha mahka bulbul chahka naache bhanwra ghoom ke jab usne gesu bikhraye baadal aaya jhoom ke uske nain gulabi uske nain gulabi karde sabko sharaabi karde sabko sharaabi baadal aaya jhoom ke jab usne gesu bikhraye baadal aaya jhoom ke jab hans hans kar wo bole kaanon mein wo ras ghole har dil mein arman dole apni aankhen khole jab hans hans kar wo bole kaanon mein wo ras ghole har dil mein arman dole apni aankhen khole hoooo usne paymana chhalkaya aasha ki masti mein aanchal dhalkaya aasha ki usne paymana chhalkaya aasha ki masti mein aanchal dhalkaya aasha ki rum jhum rum jhum baadal aaya jhoom ke jab usne gesu bikhraye baadal aaya jhoom ke mast umangen lahrai hain rangi mukhda choom ke
jin aankhon ki neend haraam huyi un aankhon ka haal wo kya jaane jin aankhon ki neend haraam huyi un aankhon ka haal wo kya jaane kyun palkon ko ashkon se pyaar hua kyun jeena bawaal wo kya jaane kyun palkon ko ashkon se pyaar hua kyun jeena bawaal wo kya jaane kyun kaanpte honthon pe kuchh bhi nahin kyun dil mein tamanna hai sehmi huyi kyun kaanpte honthon pe kuchh bhi nahin kyun dil mein tamanna hai sehmi huyi oo o o o o o aa aa ke sataata rehta hai aa aa ke sataata rehta hai kyun unka khayaal wo kya jaane aa aa ke sataata rehta hai kyun unka khayaal wo kya jaane jin aankhon ki neend haraam huyi un aankhon ka haal wo kya jaane din chain se jinke guzarte hon aur raaten hon jinki neend bhari din chain se jinke guzarte hon aur raaten hon jinki neend bhari ik pyaar ke maare huye dil ka ik pyaar ke maare huye dil ka behaal sa haal wo kya jaane ik pyaar ke maare huye dil ka behaal sa haal wo kya jaane jin aankhon ki neend haraam huyi un aankhon ka haal wo kya jaane
jo tum karo main kar sakta hoon badh ke aji badh ke main kar sakti hoon tumse bhi badh chadh ke badh chadh ke jo tum karo main kar sakta hoon badh ke aji badh ke main kar sakti hoon tumse bhi badh chadh ke badh chadh ke main unche suron mein gaaun main tumse bhi uncha gaaun hoy main unche suron mein gaaun aji main tumse bhi uncha gaaun sa re ga re ga ma ga ma pa ma pa dha pa dha ni dha ni pa ni sa re sa re ga re ga ma ga ma pa jo tum karo main kar sakti hoon badh ke aji badh ke main kar sakta hoon tumse bhi badh chadh ke badh chadh ke jo tum karo main kar sakti hoon badh ke aji badh ke main kar sakta hoon tumse bhi badh chadh ke badh chadh ke main jhatpat jhatapat bolun main phatphat phataphat bolun main jhatpat jhatapat bolun main phatphat phataphat bolun jhatpat jhatpat phatphat phatphat jhatpat jhatpat phatphat phatphat jhatpat jhatpat phatphat phatphat jhatpat jhatpat phatphat phat jhatphat pat jhatpat phatphat phatphat turrrrrr rrrrr rrrrr jo tum karo main kar
kaahe jaadu kiyaaa kaahe jaadu kiyaa mujhko itna bata jaadugar baalama jaadugar baalama o jaadugar baalama o jaadugar baalama mujhko apani khabar hai na dil ka pataa jaadugar baalama jaadugar baalama o jaadugar baalama o jaadugar baalama kaahe jaadu kiya mujhko itna bata jaadugar baalama jaadugar baalama o jaadugar baalama o jaadugar baalama hoooooo ooooooo kyun nazar se na ab tak nazar mil saki oooo na nazar mil saki dil pe parde hi parde mein bijali giri aisi bijali giri hosh udane lage toor jalne lagaa jaadugar baalama jaadugar baalama o jaadugar baalama o jaadugar baalama kaahe jaadu kiya mujhko itna bata jaadugar baalama jaadugar baalama o jaadugar baalama o jaadugar baalama hoooooo ooooooo phir wohi dhun suna phir wohi geet gaaa hoo phir wohi geet gaa aisa naghmaa tha seene se dil khinch gaya haay dil khinch gaya mujhko tadpaane waale ho tera bhala jaadugar baalama jaadugar baalama o jaadugar baalama o jaadugar baalama mujhko apni khabar hai na dil ka pataa
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Dekh Chaand Ki Aur Musaafir Aag (1948) 03:36 32786
 
Poster of Aag (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Music Director- 
Ram Ganguly
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 03:36   Song Number : 32786   

Dhadke Mera Dil Babul (1950) 03:33 17959
 
Poster of Babul (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:33   Song Number : 17959   

Dharti Ko Aakash Pukare Mela (1948) 02:04 13711
 
Poster of Mela (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Nargis, Noor Jahan
Raag- 
Asavari
Duration : 02:04   Song Number : 13711   

Dil Gaya To Gaya Shama (1961) 08:36 16319
 
Poster of Shama (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Ghulam Mohammad
On Screen Actors- 
Kammo, Various
Duration : 08:36   Song Number : 16319   

Door Koi Gaaye Baiju Bawra (1952) 03:41 12809
 
Poster of Baiju Bawra (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Meena Kumari, Krishna Kumari
Raag- 
Des
Duration : 03:41   Song Number : 12809   

Dukh Bhare Din Beete Mother India (1957) 03:13 13771
 
Poster of Mother India (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Nargis, Sunil Dutt, Raj Kumar, Rajendra Kumar
Raag- 
Megh-Malhar
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:13   Song Number : 13771   

Duniya Badal Gayi Babul (1950) 03:30 12781
 
Poster of Babul (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Nargis
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:30   Song Number : 12781   

Duniya Ka Maza Le lo Bahar (1951) 04:36 36371
 
Poster of Bahar (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 04:36   Song Number : 36371   

Ek Baar Tu Ban Ja Mera Shabnam (1949) 04:22 32710
 
Poster of Shabnam (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Kukku Saigal, Jeevan
Duration : 04:22   Song Number : 32710   

Ek Do Teen Awara (1951) 02:50 32787
 
Poster of Awara (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Kukku Saigal
Duration : 02:50   Song Number : 32787   

Garibon Par Jo Hoti (Ghum Ka Fasaana) Mela (1948) 03:21 18255
 
Poster of Mela (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:21   Song Number : 18255   

Holi Aayi Re Kanhaayi Mother India (1957) 02:55 15162
 
Poster of Mother India (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Duration : 02:55   Song Number : 15162   

Hum Aur Tum Pi Pi Piya Naujawan (1951) 03:57 13074
 
Poster of Naujawan (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Duration : 03:57   Song Number : 13074   

Hum Dard Ka Afsana Dard (1947) 03:52 32631
 
Poster of Dard (1947)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1947
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Munavvar Sultana, Nusrat, Suraiya, Sultana
Duration : 03:52   Song Number : 32631   

Humne Jab Dil Tha Diya Chhoo Mantar (1956) 03:00 39826
 
Poster of Chhoo Mantar (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
O P Nayyar
Duration : 03:00   Song Number : 39826   

Jaadu Bhare Nainon Babul (1950) 03:33 40462
 
Poster of Babul (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:33   Song Number : 40462   

Jab Usne Gesu Bikhraye Shahjehan (1946) 02:55 38139
 
Poster of Shahjehan (1946)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1946
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Shamshad Begum
Duration : 02:55   Song Number : 38139   

Jin Aankhon Ki Neend Jogan (1950) 03:15 13456
 
Poster of Jogan (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Buta Ram Sharma
Music Director- 
Bulo C Rani
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Nargis, Dileep Kumar
Duration : 03:15   Song Number : 13456   

Jo Tum Karo Main Ada (1951) 03:04 14626
 
Poster of Ada (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Madan Mohan
Duration : 03:04   Song Number : 14626   

Kaahe Jaadu Kiya Naghma (1953) 04:07 19107
 
Poster of Naghma (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
J Nakshab
Music Director- 
Shaukat Dehalvi Nashad
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Nadira
Duration : 04:07   Song Number : 19107   
Karaoke Songs of Shamshad Begum, Sad Songs of Shamshad Begum, Love Songs of Shamshad Begum, Dance Songs of Shamshad Begum, Hip-hop songs of Shamshad Begum, Best songs of Shamshad Begum, Super hit songs of Shamshad Begum, hit songs of Shamshad Begum, duet songs of Shamshad Begum, solo songs of Shamshad Begum, old songs of Shamshad Begum, famous songs of Shamshad Begum, Hindi Karaoke Songs of Shamshad Begum, Hindi Sad Songs of Shamshad Begum, Hindi Love Songs of Shamshad Begum, Hindi Dance Songs of Shamshad Begum, Hindi Hip-hop songs of Shamshad Begum, best Hindi songs of Shamshad Begum, super hit Hindi songs of Shamshad Begum, hit Hindi songs of Shamshad Begum, duet Hindi songs of Shamshad Begum, solo Hindi songs of Shamshad Begum, old Hindi songs of Shamshad Begum, famous Hindi songs of Shamshad Begum, Sing Along Songs of Shamshad Begum, Sing Along Sad Songs of Shamshad Begum, Sing Along Love Songs of Shamshad Begum, Sing Along Dance Songs of Shamshad Begum, Sing Along Hip-hop songs of Shamshad Begum, Sing Along Best songs of Shamshad Begum, Sing Along Super hit songs of Shamshad Begum, Sing Along hit songs of Shamshad Begum, Sing Along duet songs of Shamshad Begum, Sing Along solo songs of Shamshad Begum, Sing Along old songs of Shamshad Begum, Sing Along famous songs of Shamshad Begum